Haha sun! Area mein fatke bhi lagate thhe ek samay bantai Ab bade huye dimag se aur lade bantai Zindgi se aur khudke dum pe aaj khade bantai 12vi tak shiksha liya achhe se padhe bantai Angreji bhi apne hisaab se hi chale bantai Maa baap ne wo sab dilaya jo jo jo jo mangtai Bada gadha hua ghar se paisa kayko mangtai Agar sharam naam ki cheez hai to fir samajh bantai Cidiyan banao khud ki or fir chadho bantai Main to media se door mat lado bantai Yede ki ginti mein nahin lena kisi ko bantai Koyi paise bachake paidal chalke ja raha bantai Bolo aur bantai kisko aur mangtai Public ko kam padte gaane bole aur mangtai Aur bantai kisko aur mangtai Ek hi raat mein 4,5,6,6 gaana banta hai Bolo aur bantai kisko aur mangtai Public ko kam padte gaane bole aur mangtai Aur bantai kisko aur mangtai Ek hi raat mein 4,5,6,6 gaana banta hai.. Chal.. Koyi ameer koyi gareeb koyi fakeer bantai Koyi laqueer se wazir koyi taqdeer se bantai Zarurat ke mauke pe koyi na haazir hai bantai Do din ka pyaar pa le kheenchenge tasveer ye bantai Khud ki galti nahin dikhti kisi ko sach hai bantai Sach bolega to ghumo yahaan bach ke bantai Agar imaandari se jee rahe to haq hai bantai Jawaab mangega to denge seedha rakh ke bantai Qismat nahin bantai yeh kudrat hai bantai Gaana banane ka 24 ghanta latt hai bantai Tu galat hai bantai ya fir sahi hai bantai Yeh baat jaanta hai khud tu nahin hai bantai Mujhe maza aa raha jeene mein sab mast hai bantai Bas bura laga dekh ke sab vyast hai bantai Koyi pyaar nahin jata raha sab log fass gaye bantai Log hass ke lagate sirf masske bantai Bolo aur bantai kisko aur mangtai Public ko kam padte gaane bole aur mangtai Aur bantai kisko aur mangtai Ek hi raat mein 4,5,6,6 gaana banta hai Bolo aur bantai kisko aur mangtai Public ko kam padte gaane bole aur mangtai Aur bantai kisko aur mangtai Ek hi raat mein 4,5,6,6 gaana banta hai.. Chal.. Mehnat karna seekho kamyabi aayega apne aap Dusro ko dekh ke jaloge to khud ban jaaoge rakh Kholo aankh duniya mein pyar ki kami hai Aage badhna seekho zindgi mein kyu wahi hai Ghar pe papa aur mummy hai zindgi sahi hai meri Tu bhi kar sakta hai panna palat jaake teri Galat raasta leke badhne mein na lagti deri Lekin aisi zindgi mein insaan khush nahin rehta daily True talk! Hip-hop ko sahi raaste pe leke jate hai Jab jarurat hai tab sirf shot dete baaki time mein Poori public ko apun achhi thaught dete |
Share Your View here